Posts

Showing posts from November, 2020

NN NEWS::Distribution Of Shadi Mubarak Scheme Cheques In Karwan Constituency !!!

Image
  NN NEWS::Distribution Of Shadi Mubarak Scheme Cheques In Karwan Constituency !!! On The Instructions Of AIMIM President Barrister Asaduddin Owaisi Sahab Today AIMIM Karwan MLA Kausar Mohiuddin Sahab Along With MRO Shaikpet Staff Distributed 185 Shadi Mubarak Scheme Cheques To The Beneficiaries Of Shaikpet Mandal At Falak Function Hall In Hakeempet.  On This Occasion AIMIM Party Corporator Haroon Farhaan Sahab, Senior Leaders And Active Workers Were Accompanied By MLA Sahab.

Hyderabad Hamesha Hyderabad Rahe

Image
  Hyderabad Hamesha Hyderabad Rahe Shaad Rahe Abaad Rahe Hyderabad Hamesha Hyderabad Rahe

*Mukashifatul quloob* *Hazrat Zakariya Alaihis Salam ko uff karne ki mumaniyat*

Image
*Mukashifatul quloob* *Hazrat Zakariya Alaihis Salam ko uff karne ki mumaniyat* Kehte hain ke jab aari Hazrat Zakariya Alaihis Salam ke dimagh tak pohanchi tow ap ne aah ki, Irshad e Ilahi hua _*"Aye Zakariya masaib par pehle sabr kyun nahi kiya?! jawab fariyad karte ho agar dobarah aah muh se nikli tow daftar sabireen se tumhara naam kharij kardiya jayega"*_ tab Hazrat ne apne hontow ko bandh karliya chir kar do tukde hogaye magar phir uff tak na ki. Isliye har aqalmand ke liye zaroori hai ke vo masaib par sabr kare aur harf shikwa zaban par na laye taa'ke dunya aur akhirat ke azaab se nijaat hasil karle kyunke iss dunya mein masaib, Ambiya Alaihis Salam aur Awliya Allah hi par zyada vaarid hote hain.

*Mukashifatul quloob* *Sufia ki nazar mein masaib ki haqiqat*

Image
*Mukashifatul quloob* *Sufia ki nazar mein masaib ki haqiqat* Hazrat Junaid Baghdadi rahmatullah alay ka qowl hai masaib aarifeen ka chirag, mureedeen ki beydari, momin ki islaah aur ghafilow ke liye hilakat hai, momin masaib par sabr kiye bagair imaan ki halawat ko paa nahi sakte. *Hadees :-* Huzoor e Akram ï·º ka irshad hai ke jo shaks raat bhar bimaar raha aur sabr karke Allah tala ki raza ka talab hua tow vo shaks gunnahow se aise pak hojaye ga jaise ki apni paidaesh ke waqt tha isliye jab tum bimaar hojao tow aafiyat ki tamanna na karo. Janab Zahak kehte hain jo shaks chalis raatow mein ek raat bhi giraftar ranj o alam na hua ho Allah tala ke yahan uske liye koi khair o bhalai nahi hai.

#Pashmina Suits For Winter

Image
#Pashmina Suits For Winter My Collection

*Mukashifatul quloob* *Mareez bande momin ke gunnah nahi likhe jate*

Image
*Mukashifatul quloob* *Mareez bande momin ke gunnah nahi likhe jate* *Hadees :-* Hazrat Muaz bin Jabal Radi Allahu Anhu se marvi hai jab banda momin kisi bimaari mein mubtela hojata hai tow uske bayein shaane wale farishte se kaha jata hai ke uske gunnahow ko likhna band kardo, daein shaane wale farishte se kaha jata hai uske naam e amaal mein vo behtareen nekiyan likho jo usse sarzad hui hain. *Hadees :-* Marvi hai ke jab koi banda bimaar hojata hai tow Allah tala uski taraf do farishte bhejta hai ke jakar dekho mera banda kya kehta hai? Agar bimaar alhamdulillah kehta hai tow farishte Allah ki bargah mein jakar uska qowl arz karte hain, irshad e ilahi hota hai agar mai ne iss  bande ko iss bimari mein mout dedi tow isse jannat mein dakhil karunga aur agar sehat ata ki tow usey pehle se bhi behtar parvarish karne wala gosht aur khoon dunga aur iske gunnahow ko maaf kardunga.

Ek aurat Hazrat Hasan Basri رحمة الله عليه ke pas hazir hui aur kehne lagi...

Image
  Ek aurat Hazrat Hasan Basri رحمة الله عليه ke pas hazir hui aur kehne lagi Ek aurat Hazrat Hasan Basri رحمة الله عليه ke pas hazir hui aur kehne lagi, meri jawan beti faut hogayi, mai chahti hun ke ise khawab mein dekhun, koi aisi dua bataein jis se meri murad puri hojaye, ap ne ise ek dua sikhai, uss aurat ne raat mein vo dua padhi aur apni beti ko khawab mein dekha toh uska haal ye tha k usne jahannum ka tarkol ka libaas pehen rakha tha, uske haatow mein zanjeerein thi aur paow mein beydiyan thi. Aurat ne dusre din ye khawab aap ko sunaya, ap bahot magmoom hue kuch arse baad Hazrat Hasan رحمة الله عليه ne uss ladki ko jannat mein dekha, uske sar par taaj tha, vo ap se kehne lagi ap mujhe pehchante hain, mai usi khatoon ki beti hun jo apke pas ayi thi aur meri tabah halat apko batlai thi. Ap ne usse pucha teri halat mein ye inqilaab kis tarah aya? Ladki ne kaha qabrastan ke qareeb se ek saleh shaks guzra aur usne Huzoor ï·º par darood bheja, uske darood padhne ki barkat se Allah tala

* Mukashifatul quloob* *Ek Ibratangez Hikayat*

Image
 * Mukashifatul quloob* *Ek Ibratangez Hikayat* Aameen SummaAameen Bani Israel mein ek nihayat hi fajir o fasiq insaan tha jo apni badkariyow se kabhi baz na ata tha ahle shaher jab iski badkariyow se ajiz agaye tow Allah tala se uske shar se mahfooz rehne ki dua mangne lage, Allah tala ne Hazrat Musa Alaihis Salam ki taraf wahi ki ke Bani Israel ke falan shaher mein ek badkar jawan rehta hai usey shaher se nikal dijiye taake uski badkariyow ki wajah se saare shaher par aag na barse. Hazrat Musa Alaihis Salam wahan tashreef legaye aur usey uss basti se nikal diya phir farman e ilahi hua ke usey uss basti se b nikal dijiye jab Hazrat Musa Alaihis Salam ne uss ko uss basti se bhi nikal diya tow usne ek aise gaar par thikana banaya jahan na koi insaan tha aur na hi kisi charind parind ka guzar tha, qurb o jawar mein na kahin abadi thi aur na durr durr tak sabze ka koi pata tha iss gaar mein aakar vo jawan bimaar hogaya kisi timardari ke liye koi shaks bhi iske aas pass na mowjood na tha j

Beautiful Video For Relaxation

Image
Beautiful Video For Relaxation

Popular posts from this blog

PIGEON IS BEST FOR PARALYSIS PATIENT

Benefits Of Aloe Vera

HEALTH BENEFITS OF PAPAYA

JAMUN BENEFITS IN ENGLISH And URDU