Posts

Showing posts from 2022

NN NEWS::Distribution Of Shadi Mubarak Scheme Cheques In Karwan Constituency !!!

Image
  NN NEWS::Distribution Of Shadi Mubarak Scheme Cheques In Karwan Constituency !!! On The Instructions Of AIMIM President Barrister Asaduddin Owaisi Sahab Today AIMIM Karwan MLA Kausar Mohiuddin Sahab Along With MRO Shaikpet Staff Distributed 185 Shadi Mubarak Scheme Cheques To The Beneficiaries Of Shaikpet Mandal At Falak Function Hall In Hakeempet.  On This Occasion AIMIM Party Corporator Haroon Farhaan Sahab, Senior Leaders And Active Workers Were Accompanied By MLA Sahab.

NFT Dragon and Melting Kilua

Image
NFT  Dragon and Melting Kilua  NFT   Best Sellers in Computers & Accessories Best Sellers in Sports, Fitness & Outdoors Amazon Business Exclusive Deals

*Mukashifatul quloob* Janab e Abbas radi Allah tala anhu ka qowl hai....

Image
 *Mukashifatul quloob* Janab e Abbas radi Allah tala anhu ka qowl hai.... Janab e Abbas radi Allah tala anhu ka qowl hai ke jab tu do soncho'n mein ghirr jaye tow jo sonch tujhe zyadah pasand ho usey chord de aur jo napasand ho usey pasand karle, uski wajah ye hai ke mamuli kaam asani se hojayega, usme mehnat mashaqat nahi karni padti, kisi se taawu'n ki darkhawst nahi karni padhti, isliye nafs e insaani iske karne ka hukm deta hai, usi ki taraf usey uksata hai magar mushkil kaam mushkil hi se sar anjaam diya jata, takleef uthani padhti hai, koi taawu'n nahi karta, khud badi mushkil se insaan usey pura karta hai isliye nafs e insaani  usey karne mein pus o pesh karta hai aur mehnat o mashakkat ko bura samajhta hai(pus tujhe yehi kaam ikhtiyar karna chahiye.)

Mukashifatul quloob*Isi liye Huzoor ﷺ inn lafaz mein Allah tala se dua manga karte

Image
  Mukashifatul quloob*Isi liye Huzoor ﷺ inn lafaz mein Allah tala se dua manga karte  *Isi liye Huzoor ﷺ inn lafaz mein Allah tala se dua manga karte :- للّٰهُم انى اعُوذُ بکَّ مِنْ هَوىً مُطَاعٍ وَّ شُحٍ مُتَّبعٍ    Aye Allah mai tujh se panah mangta hun iss khawhesh se jiski ita'at ki jati hai aur iss bukhal se jiska iteba kiya jata hai. Aur Aap ﷺ ne farmaya ke teen baatein insaan ke liye muhallik hain, ita'at kardah khawhesh, iteba kardah bukhal aur insaan ka apne ap ko bahot bada samjhna, ye isliye hai ke har gunah ka ba'is nafsani khawheshaat hain aur yehi insaan ko jahannam ki taraf lejati hain. Allah tala hume inse panah de, ameen. ***************************************"**" Ek aarif ka qowl hai ke jab do baatein tere saamne hon aur tujhe pata na chale ke inn mein se konsi baat umdah hogi tow ye dekh kar inn do mein se konsi baat teri khawhesh ke qareeb ho tu usi ko chorde aur dusri ko pae takmeel tak pohancha. Usi nukte ki taraf isharah karte hue Imam e Sh

Mukashifatul quloob* Mazammat e Hawa e Nafs o Wasf e Zuhd

Image
 * Mukashifatul quloob* Mazammat e Hawa e Nafs o Wasf e Zuhd Allah tala irshad farmata hai :- اَرَأَيْتَ مَنِ اتَّخَذَ اِلٰهَهٗ هَوَاهٗ وَاَضَلَّهُ اللهُ علىٰ عِلْمٍ Kya tu ne isko nahi dekha ke jisne apni khawhesh ko mabood banaliya hai aur usey Allah ne ilm par gumrah banadiya hai. Hazrat e Ibn e Abbas radi Allah anhu ka qowl hai ke isse muraad woh kafir hai jisne Allah tala ki janib se ata kardah kisi hidayat aur daleel ke baghair khawheshaat ko apna deen banaliya hai. Iska matlab ye hai ke woh khawheshaat e nafsani ka paerwi hai aur woh har aisa kaam karne par tayyar hojata hai jiski taraf iski khawheshaat isharah karti hain aur Allah tala ki kitaab ke mutabiq amal nahi karta goya ke woh apni khawheshaat ki ibadat karta hai, farman e Ilahi hai :-  وَلَاتَتَّبِعْ اَهْوَاءَ هُمْ Aur inki khawheshaat ki ibteda na kar aur irshad Rabbani hai "aur khawheshaat ki paerwi na kar, ye tujhe Allah ke raaste se hata degi"       BUY  BOOKS  BEST  DEALS            Books Books Books

Mukashifatul quloob* Musalman ke liye ye jayez nahi hai ke woh apne bhai se 3 din se zyadah qata'a talluq kare

Image
Mukashifatul quloob* Musalman ke liye ye jayez nahi hai ke woh apne bhai se 3 din se zyadah qata'a talluq kare Hazrat Abu Ayyub Ansari radi Allahu anhu se marwi hai Rasool ﷺ ne farmaya kisi musalman ke liye ye jayez nahi hai ke woh apne bhai se 3 din se zyadah qata'a talluq kare, dono ek dusre ke saamne aaen, ye idhar muh pher kar guzar jaye aur woh udhar se muh phere chala jaye. Inn mein se behtar woh hai jo salaam karne mein pahel kare. Farman e Nabawi ﷺ hai jisne kisi musalman bhai ko uski laghzish ke sabab chordiya Allah tala usey qayamat mein chordega. Akarma se marwi hai Allah tala ne Yousuf alaihis salam se farmaya, bhaiyon se tere aafu o darguzar ki wajah se mai ne do alam mein tera zikr buland kardiya hai. Hazrat e Ayesha radi Allahu anha se marwi hai Huzoor ﷺ ne apni zaat ki khatir kabhi kisi se inteqaam nahi liya, haan jab hudood Allah ki baat hui thi tow Aap ﷺ Allah ki raza joi ki khatir badla liya karte the. Hazrat e Ibn e Abbas radi Allah anhuma ka qowl hai, koi s

Mukashifatul quloob* Huqooq Al Ibadah mein ye baat bhi dakhil hai ke.......

Image
  Mukashifatul quloob* Huqooq Al Ibadah mein ye baat bhi dakhil hai ke....... Hazrat Ibn Abi Awfa radi Allah anhu se marwi hai ke Huzoor ﷺ har musalman se tawaze se pesh aate aur bewah aur miskeen ke saath chal kar inki hajat rawai karne mein aar mehsoos na farmate aur na takabbur se kaam lete. Huqooq Al Ibadah mein ye baat bhi dakhil hai ke logaon ki baatein ek dusre ko na batai jaaen aur kisi ki baat sunkar kisi dusre ko na sunai jae. Farman e Nawabi ﷺ hai ke chulghal khor jannat mein nahi jayega. Khaleel bin Ahmed radi Allah anhu ka qowl hai jo tere saamne dusre logow ki chughliyan khata hai woh teri chugliyan dusre logow ke saamne khata hoga aur jo tujhe dusre logow ki baatein batata hai woh teri baatein dusre logow ko batata hoga. Ek haq ye bhi hai ke gusse ki halat mein apne kisi janne wale se 3 din se zyadah tark e talluq na kare.

Mukashifatul quloob* Darguzar ko apnaiye, neki ka hukm kijiye....

Image
Mukashifatul quloob* Darguzar ko apnaiye, neki ka hukm kijiye.... Rabia bin Khasim radi Allah anhu ka qowl hai ke logow ki do qismein hain :- Agar tera mukhatib momin hai tow usey izza na de aur agar jahel hai tow uski jahalat mein na pado aur bande par musalman ka ye bhi haq hai ke woh har musalman se tawaze se pesh aye aur takabbur se pesh na aye kyunke Allah tala har itrane wale mutakabbir ko napasand farmata hai. Farman e Nabawi ﷺ, Allah tala ne mujhe wahi farmai hai ke tum tawaze karo aur ek dusre par fakhr o takabbur na karo, agar koi dusra tum se takabbur se pesh aye tow bardasht karo chunache Allah tala ne apne Nabi ﷺ se irshad farmaya hai :- خُذِ الْعَفْوَ وَأمُرْ بِالْمَعْرُوْفِ وَاَعْرِضْ عَنِ الْجَاهليَنَ Darguzar ko apnaiye, neki ka hukm kijiye aur jahilo'n se muh pher lijiye

Mukashifatul quloob* "SOOD KHORAON" KE PETAON MAIN CHALTE PHIRTE SAANP NAZAR AARAHE THEI.....

Image
    Mukashifatul quloob*SOOD KHORAON" KE PETAON MAIN CHALTE PHIRTE  SAANP NAZAR AARAHE THEI..... Ahmed ne ek taweel hadees mein, Ibn e Majah ne muqtasaran aur asbahani ne iss hadees ko bayan kiya hai ke Huzoor ﷺ ne farmaya ke jab mujhe Meraj mein saer karai gayi aur hum saathwein asman par pohanche tow mai ne upar dekha tow mujhe bijli ki kadak aur garaj chamak nazar ayi, phir mai ne aisi qowm ko dekha jinke pet makano ki tarha the aur bahar se inke petow mein chalte phirte saanp nazar arahe the, mai ne pucha Jibrael! Ye kon hain? Inhone jawab diya ke ye sood khor hain. Asbahani ne Hazrat Abu Saeed Al Khudri radi Allah anhu se riwayat ki hai ke Huzoor ﷺ ne farmaya ke jab mujhe asmano ki taraf meraj karayi gayi tow mai ne asman dunya mein aise admiyon ko dekha jinke pet bade bade ghado'n jaise the inke pet jhuke hue the aur woh firaun ke paerokarow ke raastow mein pade hue the aur woh har subah o shaam jahannam ke kinaare khade hua karte the, Aye Allah! Qayamat kabhi qaem na ka

Qurbani Ke Masail, Dua,EID UL ADHA

Image
 Qurbani Ke Masail, Dua,EID UL ADHA           

Chaha Hai.....

Image
Chaha Hai..... Har Rishte Ko Dekha Hai,Chaha Hai,Sirf Samajhne Main Dair Kardi,Sab Ne Hum Se Khela Hai,Yehi To Nafsa Nafsi Ka Daor Hai,Kisi Rishte Main Sachchai Nahi,Sirf Daolat Se Sabki Yaari Hai,Sachche Ka Koi Nahi, Jhute Se Sabki Yaari Hai Nooria's

PRAYER ON THE FIRST NIGHT OF SHA`BAAN

Image
  PRAYER ON THE FIRST NIGHT OF SHA`BAAN Many scholars said Prophet Muhammad ﷺ said: ‎عن النبي صلى الله عليه وسلم من صلى أول ليلة من شعبان اثنتي عشرة ركعة يقرأ في الركعة الأولى فاتحة الكتاب مرة وقل هو الله أحد خمس مرات أعطاه الله تعالى ثواب اثنى عشر ألف شهيد وخرج من ذنوبه كيوم ولدته أمه ولا يكتب عليه خطيئة إلى ثمانين يوما Whoever prays twelve raka`ats on the first night of Sha`baan and reads the Fatihah once and Qul Huwa ‘Llahu Ahad five times in the first raka`ah, Allah will give him the reward of 12,000 martyrs, and he will come out of his sins like the day his mother gave birth to him, and no sin will be written for him for the following eighty days. ("Nuzhat al-Majlis" by as-Safuri) ~ Shaykh Hisham Kabbani  . . .  NOTE If you miss this prayer on the first night of Sha`baan, pray it afterwards with that intention and insha'Allah it will be written for you. ❤️

Popular posts from this blog

PIGEON IS BEST FOR PARALYSIS PATIENT

Benefits Of Aloe Vera

HEALTH BENEFITS OF PAPAYA

JAMUN BENEFITS IN ENGLISH And URDU